Introduction

जब भी हम भारत के इतिहास की बात करते हैं, तो हड़प्पा सभ्यता का जिक्र जरूर होता है। हड़प्पा सभ्यता दुनिया की सबसे पुरानी और विकसित सभ्यताओं में से एक थी।
Lekin ek samay tha jab log ye exact nahi jaante the ki Harappa Sabhyata ka actual time period kya tha.

Tabhi aayi science ki ek zabardast technique – Radio Carbon Dating – jisne hume sachchai tak pahuchaya.Iss blog mein hum ye jaanenge ki Radio Carbon Dating ke basis par Harappa Sabhyata ka time 2350 ईसा पूर्व se 1750 ईसा पूर्व tak maana gaya hai.
Radio Carbon Dating kya hai?
Sabse pehle samajhte hain Radio Carbon Dating kya hoti hai.Jab bhi koi living cheez (plant, animal, wood, seed, etc.) khatam ho jati hai toh usme Carbon-14 naam ka ek element slowly-slowly kam hone lagta hai.Scientist log isi Carbon-14 ki quantity check karte hain aur estimate kar lete hain ki wo vastu kitni purani hai.Iska use purani sabhyataon ke samay ka pata lagane ke liye kiya jata hai.Harappa Sabhyata ki KhojHarappa Civilization ki discovery 1921-22 ke around hui thi.
Sabse pehle Punjab (Pakistan) ke Harappa aur Mohenjodaro me khudai (excavation) hui.
Baad mein Dholavira, Lothal, Kalibangan, RakhiGarhi jaise kai aur sites mile.
Harappa Civilization famous thi:
Smart city
Planning
Drainage system
Business/tradeArt & cultureWell-planned house
Radio Carbon Dating ne kya Bataya?Pehle historians ko lagta tha ki Harappa Civilization ka time 2500 ईसा पूर्व se 1500 ईसा पूर्व ke beech tha.Lekin Radio Carbon Dating ne clear kar diya ki iska asli time period 2350 ईसा पूर्व se 1750 ईसा पूर्व ke beech ka tha.
Harappa sathya ki murtiyan

1. Nachti hui Ladki (Dancing Girl)
Ye chhoti si kaansi (bronze) ki moorti hai, Mohenjo-Daro se mili thi.
Ladki pose mein hai, jaise ki dance kar rahi ho.
Hath kamre par aur pura attitude wala expression hai. Ye moorti dikhati hai ki us time ki modernization thi

Kuch Important Sites ki Dating:
Iska matlab ye hai ki Harappa Civilization ka peak time 2350 ईसा पूर्व se 1750 ईसा पूर्व tak raha.
Itihas (History) ko proof ke saath samajhna important hota hai. Sirf kahaniyon par bharosa karna galat hoga.Radio Carbon Dating ek scientific proof deta hai ki Harappa Civilization kab start hui aur kab decline ki taraf gayi.
Harappa Civilization ka Development & Decline2350-2000 ईसा पूर्व
Golden Period:
Well-planned cities
Advance drainage system
Business aur trade ka growth
Art & craft ka development
2000-1750 ईसा पूर्व – Decline Phase:
Climate change
Saraswati river ka sukhnana
Trade ka girna
Floods or drought
Log gaon (villages) ki taraf shift karna
Harappa Civilization se Aaj kya Seekh Sakte hain?
Harappa ke log 4000 saal pehle hi kaafi advanced thinking wale the.
Aaj bhi hum inse kaafi kuch seekh sakte hain:
Cleanliness ka importance
Drainage system ka design
Smart city planning
Water management
Environment se balance
ConclusionRadio Carbon Dating ki madad se ye confirm hua ki Harappa Civilization ka time 2350 ईसा पूर्व se 1750 ईसा पूर्व tak tha.
Yeh batata hai ki India ki ancient civilization kitni advanced aur smart thi. Unhone nature ke saath milke sustainable life jee thi.Hum sabko apni history par proud feel karna chahiye aur unke ideas se inspire hoke aaj ke modern world ko aur better banana chahiye.Aapko Harappa Civilization ki kaunsi baat sabse amazing lagi? Comment karke zaroor batana!

